Muli ka Paratha
Muli ka Paratha
Ingredients:-
- Muli-1
- Besan-3 tablespoons
- Namak-Swadanusar
- Mirch-Swadanusar
6. NormAl flour(atta)-2 katori (for parantha)
Easy Recipe
Muli ko saaf kar ke kadu kas kar lijiye...Uske baad kadhai mein 1 chamach tel dal kar tel garm hone par besan ko usme sek lein sath hi mirch or namak dal kar besan ko gulabi home tak sek lein fir besan ko thanda
hone ke liye rakh dijiye ab muli ko hathon se dabakar uska pani nikal lein or thande besan mein mila lein
ab, Aate ki choti roti banakar usme besan or muli ka mixture bhar De
fir use dobara bel lein ab tawe par isse oil lagakar sek lein
garama garam muli ka paratha taiyaar hai ab isse aap achar ya dahi ke sath khayein.......

Wow nice recipe...👍
ReplyDeleteWow yummy...
ReplyDelete